Kya kahun, kya tamasha hua sahabonYeh tamashe to hote hi rehte hain jiIs-se pehle mera naam kuch aur thaAb tawayaf mujhe log kehte hain jiMeri zhulfon ko dasna hi aata nahiMeri aankhon ko hasna hi aata nahiMere jaanib zara gaur se dekhiyeAshk bhi meri aankhon se behte hain jiSuniye sahib shuru geet ka mukhda karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonRuswa hoti hoon, ruswa hoti hoonMain sabko ruswa karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMere hothon pe jo geeton ke mukhde hainDar asal mere toote dil ke tukde hainMere hothon pe jo geeton ke mukhde hainDar asal mere toote dil ke tukde hain
Dar asal mere toote dil ke tukde hainAapki khidmat mein pesh ik tukda karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonAakhir insan hoon mainHansti hoon, roti hoonJab aap nahi hote main tanha hoti hoonAakhir insan hoon mainHansti hoon, roti hoonJab aap nahi hote main tanha hoti hoonJab aap nahi hote main tanha hoti hoonMain apne saamne baith keApna dukhda karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonRuswa hoti hoon, ruswa hoti hoonMain sabko ruswa karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoonMujre wali hoon main, mujra karti hoon