Mujhko Teri Nazar Lyrics - Pooja Gaitonde
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mujhko teri nazar song is from Ehsaas Ki Khushboo (2015) and it is sung by Pooja Gaitonde.It stars Pankaj Udhas and Pooja Gaitonde in leading roles. This song is penned by Anjan Sagri and composed by Ali Ghani. This song was released on 24 Apr 2015.
Lyrics
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
ek pal mein jismo jaan ko
ek pal mein jismo jaan ko taaza sa kar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
jeene ke aur bhi toh they duniya mein bahane
jeene ke aur bhi toh they duniya mein bahane
jeene ke aur bhi toh they duniya mein bahane
lekin kisi ki jaanib na
lekin kisi ki jaanib na meri nazar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
kuch door aaj aap mere saath kya chale
kuch door aaj aap mere saath kya chale
kuch door aaj aap mere saath kya chale
na jaane kitane logo ki
na jaane kitane logo ki soorat utar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
main saamne hoon aur mujhe dekhate nahi
main saamne hoon aur mujhe dekhate nahi
main saamne hoon aur mujhe dekhate nahi
jo pehale bekaraari thi
jo pehale bekaraari thi woh ab kidhar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi
ek pal mein jismo jaan ko
ek pal mein jismo jaan ko taaza sa kar gayi
mujhko teri nazar jo chhu kar guzar gayi