Mujhe Khabar Thi Lyrics - Lata Mangeshkar | Javed Akhtar

2007

Lyrics

Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha
Pa dhadkanon ne usi
Ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha

Main khwab khwab jise
Dhooonhta phira barson
Main khwab khwab jise
Dhooonhta phira barson
Wo ashq meri aankh
Mein samaya tha
Wo ashq meri aankh
Mein samaya tha
Pa dhadkanon ne usi
Ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha

Tera kasoor nahin
Jaan meri tanhai
Tera kasoor nahin
Jaan meri tanhai
Tera kasoor nahin
Jaan meri tanhai
Ye rog mane hi
Ye rog mane hi khud
Jaan ko lagaya tha
Ye rog mane hi khud
Jaan ko lagaya tha
Pa dhadkanon ne usi
Ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha

Tamaam shahar mein
Ek woh hai ajnabee mujhse
Tamaam shahar mein
Ek woh hai ajnabee mujhse
Ke jisne geet mera
Shahar ko sunaya tha
Ke jisne geet mera
Shahar ko sunaya tha
Pa dhadkanon ne usi
Ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi woh
Mera nahin paraya tha.