Mujhe Jab Se Mohabbat Lyrics - Latt Saheb | Rajendra Nath | Shammi Kapoor | Lalita Pawar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mujhe jab se mohabbat song is from Latt Saheb (1967) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Rajendra Nath, Shammi Kapoor, Lalita Pawar, Murad in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Bas ek musibat ho gayi
Dil kehta hai ab mujhse
Pritam ki jarurat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Bas ek musibat ho gayi
Dil kehta hai ab mujhse
Pritam ki jarurat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Mujhe pyar ne aisa luta
Ek teer jigar mein tuta
Bas ek mohabbat sachi
Bedard zamana jhutha
Mujhe pyar ne aisa luta
Ek teer jigar mein tuta
Bas ek mohabbat sachi
Bedard zamana jhutha
Yeh kaisi halat ho gayi
Ha yeh kaisi halat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Bas ek musibat ho gayi
Dil kehta hai ab mujhse
Pritam ki jarurat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Ek aag si dil mein bhadke
Dil jor jor se dhadke
Mujhe chhule sarad hawaye
Mera rom rom bhi fadke
Ek aag si dil mein bhadke
Dil jor jor se dhadke
Mujhe chhule sarad hawaye
Mera rom rom bhi fadke
Yeh kaisi afat ho gayi
Ha yeh kaisi afat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Bas ek musibat ho gayi
Dil kehta hai ab mujhse
Pritam ki jarurat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Na uthate chain mile hai
Na baithe chain mile hai
Jab chand khile poonam ka
Mere dil ka jakham chile hai
Na uthate chain mile hai
Na baithe chain mile hai
Jab chand khile poonam ka
Mere dil ka jakham chile hai
Yeh kaisi qayamat ho gayi
Ha yeh kaisi qayamat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi
Bas ek musibat ho gayi
Dil kehta hai ab mujhse
Pritam ki jarurat ho gayi
Mujhe jab se mohabbat ho gayi.