Mujhe apno ne loota hai song is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 03 Jan 2021.
Album - Mujhe Apno Ne Loota Hai
Song - Mujhe Apno Ne Loota Hai
Singer - Neelkamal Singh
Lyrics - Rohit Pathak
Music Director - Raj Gajipuri
Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha
Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha
Meri kisti wahi dubi
Meri kisti wahi dubi
Jaha pani bahut kam tha

Mujhe to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha
Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha

Ki ye nafrat mitha sharbat
Pila kar muh wo mode hai

Kahu kis se mujhe aisi
Raaho par lakar chhode hai
Mohabbat hamse hi karte hai
Mohabbat hamse hi karte hai
Yahi sabse bada bharam tha

Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha
Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha

Sabhi se baat bigadi thi
Unhe jab bhi apnaya tha

Wo to fir bhi wahi nikale
Jo yaaro ne batlaya tha
Rohit neelkamal jab toote
Rohit neelkamal jab toote
Hua barish jhamajham tha

Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha
Hume to apno ne loota
Ki gairo me kaha dum tha

Meri kisti wahi dubi
Meri kisti wahi dubi
Jaha pani bahut kam tha
Mujhe to apno ne luta
Ki gairo me kaha dam tha
Hume to apno ne luta
Ki gairo me kaha dam tha