Mourya re song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ritesh Sidhwani, Farhan Akhtar. This song was released on 20 Oct 2006.
Mere sare palchhin sare
Din tarsenge sunle tere bin
Tujhko phir se jalwa
Dikhana hi hoga
Agle baras aana
Hai aana hi hoga
Tujhko phir se jalwa
Dikhana hi hoga
Agle baras aana hai
Aana hi hoga
Dekhengi teri rahe
Pyasi pyasi nigahe
Toh man le too man
Bhi le kehna mera
Laut ke tujhko aana
Hai sunle kehta deewana hai
Jab tera darsan payenge
Chain tab hamko pana hai
Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey
Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey


Ho khushiyo ke din ho
Ke ghum kaa jamana
Dil bas leta hai nam tera
Tere hi karan hai jivan suhana
Too hi toh mann me tan
Mann me basa har
Ghadi dhyan rahe tera
Mai hu tera chahanewala
Japta hu teri mala
Toh man le too man
Bhi le kehna mera
Laut ke tujhko aana hai
Sunle kehta deewana hai
Jab tera darsan payenge
Chain tab hamko pana hai
Ho morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey
Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey


Too hi toh karta hai puri har
Aasha too hi toh beda par kare
Too hi to samjhe jo
Mann ki hai bhasha
Too hi toh dhadkan dilo ki suney
Tujhse hai duniya me kya chhupa
Abb mai tujhse kya mangu
Too mera mai tera hu
Toh man le too man
Bhi le kehna mera
Laut ke tujhko aana hai
Sunle kehta deewana hai
Jab tera darsan payenge
Chain tab hamko pana hai
Ho morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey
Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey
Tujhko phir se jalwa
Dikhana hi hoga
Agle baras aana hai
Aana hi hoga tujhko phir se
Jalwa dikhana hi hoga
Agle baras aana hai
Aana hi hoga
Ek don tin char
Ganpati ki jayjaykar
Pach chhe sat aath
Ganpati hamare sath.