Mouka milenga to hum song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 15 Jul 1993.
Mauka milega to hum bata denge

Mauka milega toh hum bata denge

Tumhe kitna pyaar karte hain sanam (x2)

Dil apna cheer ke dikha denge

Tunhe kitna pyaar karte hain sanam

Mauka milega toh hum bata denge

Tumhe kitna pyar karte hain sanam

Vaade wafa pe tu karle yakeen

Aa paas jaane bahaar

Ho.. vaade wafa tu karle yakeen

Aa paas jaane bahaar

Sachi mohabbat usi ko kahein

Maane kabhi jo na haar

Aa meri bahon mein dil ki panaahon me

Kehde jo hai kehna

Mauka milega to hum bata denge

Tumhe kitna pyar karte hain sanam

Dil apna cheer ke hum dikha denge

Tumhe kitna pyaar karte hain sanam

Honge tere bade chaahne waale

Aashiq aisa kahaan

Honge tere bade chaahne waale

Aashiq aisa kahaan

Ishq ki baaji na haarenge aise

Denge sanam imtehaan

Hum toh deewane hain

Humko zamaane se aur nahi darna

Mauka milega toh hum bata denge

Tumhe kitna pyaar karte hain sanam

Dil apna cheer ke hum dikha denge

Tumhe kitna pyaar karte hain sanam (x2)