(Bilal Saeed sings..)
Aankh hai abhi namm zara si Zindagi dhoondhe wajah si re.. Ehsaas wo phir tera gham bhar de Jab mujhe tu tanha sa kar de re..
Mere lafz tu hi, jaan bhi Mera ishq pe imaan bhi Sajde kare insaan hi Dikhe tujhme phir jahaan bhi Jitna bhulaaye utna rulaaye Huve tum paraaye jo Ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe Phir bhi rulaaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh..
Aansuon ko mile na Koi wajah khushi ki Dard hai ke yeh dil se Jaata hi nahi
Akke thehra hai mere seene mein Tera gham is tarah
Phool sehra me koi khilta hai Sawan ka jis tarah
Lagte hain saare apne paraaye Dil chot khaaye toh Ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe Phir bhi rulaaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh..
Lamha lamha huaa hai mujhse yun ajnabi Jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi Namm hai yeh aankh, gum hai alfaaz Khamosh hai zubaan Chhod aaya main dhadkano ko Tha thune chhoda jahaan
Jiske liye ho sapne sajaaye Wohi tod jaaye toh Ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe Phir bhi rulaaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh Mohabbat yeh.. ho jaaye toh..