Mohabbat ke din ho song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.R. Pachisia, Sunil Saini. This song was released on 11 Jan 2001.
Mohabbat ke din ho
Mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho
Mohabbat ki baatein
Mohabbat ke din ho
Mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho
Mohabbat ki baatein


Yeh meri zindagi
Ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa
Tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar
Karna ab mera kaam hai


Yeh meri zindagi ab
Tere naam hai
Tu hai meri subhaa
Tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar
Karna ab mera kaam hai
Mohabbat ke din ho
Mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho
Mohabbat ki baatein
Khwaabon mein dekha
Jisse tu hai vahi dilrooba
Chaahoon main kitna
Tujhe tujhko nahin hai pataa


Darrta hai dil jaao sanam
Yun naa mujhe chaaho sanam
Hum jo hue milke judaa
Socho zara phir hoga kya
Abhi to mile ho naa
Tum aisa socho
Meri chaahaton ka
Yun rastaa naa roko


Oh yeh meri zindagi
Ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa
Tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar
Karna ab mera kaam hai
Mohabbat ke din ho
Mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho
Mohabbat ki baatein
Tere sivaa ab mujhe
Kuch yaad aata nahin
Betaab rehta hoon main
Yun dard jaata nahin


Deewangi mushkil badi
Main kya karoon mujhko bataa
Is dard ki kya hai davaa
Tu jo kahe mangoon duaan
Ho yeh dil hai deewana
Nahin maanta hai
Sivaa ishq ke kuch
Nahin jaanta hai


Hey yeh meri zindagi
Ab tere naam hai
Tu hai meri subhaa
Tu meri shyaam hai
Dilbar tujhe pyaar karna
Ab mera kaam hai


Mohabbat ke din ho
Mohabbat ki raatein
Kabhi khatm naa ho
Mohabbat ki baatein.