mit jaaye, jaaye, jaaye, jaayemit jaaye yeh jameen, tham jaaye aasmaan - (2)sun le jo gar kahin, yeh meri daastan(chheena mujhe tumne, khushiyon ke aanchal sehar zakhm lipta hai, ashkon ke daaman se) - (2)gham ke andhere hain, ujade savere hainaankhon mein kirchon se, kyun khwab mere hain
mit jaaye yeh jameen (mit jaaye), tham jaaye aasmaan (mit jaaye)(sone ki sadakon pe chalta raha tan kekante bichhe abb hain saaya tera ban ke) - (2)gham ke andhere hain, ujade savere hainpichhe salaakhon ke kyun khaab mere haimit jaaye yeh jameen (mit jaaye), tham jaaye aasmaan (mit jaaye)sun le jo gar kahin, yeh meri daastanmit jaaye