Meri zindagi ne mujhe song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by C. Dhandyadupani. This song was released on 10 Feb 1980.
Meri zindagi ne mujhse
Ehsaan kya kiya hai
Jine de na marne de mujhe
Aisa gham diya hai
Meri zindagi ne mujhse
Ehsaan kya kiya hai
Jine de na marne de mujhe
Aisa gham diya hai


Jo mila ho gaya
Kya mere pas hai
Dard hi dard hai
Pyas hi pyas hai
Mere dil hi jane maine
Kya kya jehar piya hai
Jine de na marne de
Mujhe aisa gham diya hai


Jalke ham phir bhujhe
Bhujhake ham phir jale
zindagi khub hai yeh tere faisale
Mar mar ke umra sari
Yaha kaun jiya hai
Jine de na marne de
Mujhe aisa gham diya hai


Pyar me ki wafa
Toh mili kya saja
Dosti yar ki de
Gaye kya daga
Kya bol de kisi se
Hoto ko siliya hai
Jine de na marne de
Mujhe aisa gham diya hai


Meri zindagi ne mujhse
Ehsaan kya kiya hai
Jine de na marne de
Mujhe aisa gham diya hai.