Meri Chunari Leherayee Lyrics - Cheetah | Gulshan Grover | Prem Chopra | Raza Murad | Alka Yagnik
in Movies
Watch the Video
Song Information
Meri chunari leherayee song is from Cheetah (1994) and it is sung by Alka Yagnik.It stars Gulshan Grover, Prem Chopra, Raza Murad, Ashwini Bhave in leading roles. This song is penned by Dev Kohli and composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit. It is produced by Rajiv Babbar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Meri chunari leherayee
Bindiya jhilamilai
Main akele mein kahe sharmai
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya
Meri chunari leherayee
Bindiya jhilamilai
Main akele mein kahe sharmai
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya
Meri chunari leherayee
Piya piya mere dil ki dhadkan boli
Rom rom ne pyar mein fir aankhe kholi
Piya piya mere dil ki dhadkan boli
Rom rom ne pyar mein fir aankhe kholi
Dil deewana hua abhi abhi
Ye begana hua abhi abhi
Sajna mujhe kya ho gaya
Meri chunari leherayee
Bindiya jhilamilai
Main akele mein kahe sharmai
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya
Meri chunari leharai
Tu hi tu hai aankho mein
Dil tera ghar hai
Sari kaya jaise koi prem nagar hai
Tu hi tu hai aankho mein
Dil tera ghar hai
Sari kaya jaise koi prem nagar hai
Banwari ho gayi abhi abhi
Main teri ho gayi abhi abhi
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya
Meri chunari leherayee
Meri chunari leherayee
Bindiya jhilamilai
Main akele mein kahe sharmai
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya
Sajna mujhe kya ho gaya.