Meri chhat pe aaya karo song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vipin Handa. This song was released on 01 Jan 2018.
meri chat pe aaya karo meri chat pe aaya karo
teacher banke tum mujhe pyar sikhaya karo
teacher banke tum mujhe pyar sikhaya karo
meri chat pe aaya karo meri chat pe aaya karo
jab mai so jau meri makhiya udaya karo
jab mai so jau meri makhiya udaya karo

pani ka ghada hota ha pani ka ghada hota
gore gore hatho se ter sar pe chada hota
gore gore hatho se ter sar pe chada hota
pani ka ghada hota pani ka ghada hota
sardi ke mausam me kone me pada hota
sardi ke mausam me kone me pada hota

kya haal bimaro ka kya haal bimaro ka
tu na mili to hoga kya hum jaise kuwaro ka
tu na mili to hoga kya hum jaise kuwaro ka
kya haal bimaro ka kya haal bimaro ka
matlab samjh gayi mai tere isharo ka
matlab samjh gayi mai tere isharo ka

ho meri chat pe kayi hai ho meri chat pe kayi hai
mere yaro ki tu hi parjayi hai
mere yaro ki tu hi parjayi hai
meri chat pe kayi hai meri chat pe kayi hai
banta hai aashik tu par lagta bhai hai
banta hai aashik tu par lagta bhai hai