Meri chamak chalo song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Allu Aravind, Ramesh S. Taurani, Mukesh Udeshi. This song was released on 14 Jul 2000.
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar
Maan kehna mera
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam


Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar kar
Maan kehna mera
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam


Tujhe chhedane mein aata hai
Mujhe bada hi maja
Tujhe chhedane mein aata hai
Mujhe bada hi maja
Maja yeh kahin ban na jaaye
Raaja tumhaari saja
Yun matak matak ke chal na
Aise rang badal na
Na haath tere aayungi
Mujhe dekh ke aise jal na
Iss rang se iss roop
Se tune loota mujhe
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar
Kar maan kehna mera
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam


Saari umar na bhulega
Main karungi aisa haal
Saari umar na bhulega
Main karungi aisa haal
Mera yeh dil kehta hai
Mein chhu lu gulaabi gaal
Gul karungi teri batti
Na dikha pyaar ki patti
Takraar kare kyun aise
Chal kar le mujhase patti
Ja dur ja na paas aa yun na
Baatein bana na na na
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar
Maan kehna mera
Tararam tararam
Tara tararam tararam
Tararam tararam
Tara tararam tararam.