Meri Chaahato Ka Samundar To Dekho Lyrics - Jurm | Bobby Deol | Lara Dutta | Milind Soman | Abhijeet | Alka Yagnik
in Movies
Watch the Video
Song Information
Meri chaahato ka samundar to dekho song is from Jurm (2005) and it is sung by Abhijeet, Alka Yagnik and Abhijit.It stars Bobby Deol, Lara Dutta and Milind Soman in leading roles. This song is penned by Rahat Indori and composed by Anu Malik. It is produced by Aashish Singh, Anurag Singh, K.P. Singh. This song was released on 10 Feb 2005.
Lyrics
ishq bhi meherban husn bhi meharban
dil mere bas me kaha haa re haa re haa
meri chahto ka samundar to dekho
samundar to dekho samundar to dekho
mujhe bhi kabhi apna kah kar to dekho
kah kar to dekho kah kar to dekho
dhadkane jab khili do dishaye mili
roshan hua ye jaha haa re haa re haa
mohabbat ki hadh se gujarkar to dekho
gujarkar to dekho gujarkar to dekho
samundar ko baho me bharkar to dekho
bharkar to dekho bharkar to dekho
ishq bhi meherban husn bhi meharban
dil mere bas me kaha haa re haa re haa
mausam mohabbat ke chahat ke ikrar ke
mere lahu me utarate rahe
sanso ne ro ro ke mangi hai rab se duwa
markar bhi tum par marte rahe
ek sath hum rahenge ek sath hum kahenge
sanso ne sanso par likh di jo dastan
haa re haa re haa
kabhi mere dil me utarkar to dekho
utarkar to dekho utarkar to dekho
tum is aayine me savarkar to dekho
savarkar to dekho savarkar to dekho
khwabo me rehte ho rag rag me behate ho tum
chhaye ho dil par badal ho tum
hotho pe haste ho aankho me baste ho tum
meri umango ki hulchul ho tum
khamoshiyo ke dhare karne lage ishare
aankho ne aankho ko de di hai ek juban
haa re haa re haa
kabhi dur ek pal bhi rahkar to dekho
rahkar to dekho rahkar to dekho
abhi jan de dungi kehkar toh dekho
kehkar toh dekho kehkar toh dekho
ishq bhi meherban husn bhi meharban
dil mere bas me kaha haa re haa re haa
meri chahto ka samundar to dekho
samundar to dekho samundar to dekho
mujhe bhi kabhi apna kehakar to dekho
kehakar to dekho kehakar to dekho
mohabbat ki hadh se gujarkar to dekho
gujarkar to dekho gujarkar to dekho
samundar ko baho me bharkar to dekho
bharkar to dekho bharkar to dekho