Chaand bhi dekha, phool bhi dekhaBaadal, bijli, titli, jugnuKoi nahin hai aisaTera husn hai jaisaTera husn hai jaisaMeri nigahon ne yeh kaisa khwaab dekha haiZameen pe chalta hua maahtab dekha haiTujhko duniya dekh karMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karKiska chehraKiska chehra ab main dekhoonTera chehra dekh karMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karNeend bhi dekhi, khwaab bhi dekhaNeend bhi dekhi, khwaab bhi dekhaChoodi, bindiya, darpan, khushbuKoi nahin hai aisaTera pyaar hai jaisaHaan tera pyaar hai jaisaMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karMeri aankhon ne chuna hai
Tujhko duniya dekh karKiska chehraKiska chehra ab main dekhoonTera chehra dekh karMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karRang bhi dekha, roop bhi dekhaRang bhi dekha, roop bhi dekhaRasta, manzil, saahil, mehfilKoi nahin hai aisaTera saath hai jaisaHo tera saath hai jaisaMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karKiska chehraKiska chehra ab main dekhoonTera chehra dekh karMeri aankhon ne chuna haiTujhko duniya dekh karBahut khoobsurat hain aankhein tumhaariBana deejiye inko kismat hamaariUse aur kya chaahiye zindagi meinJise mil gayi hai mohabbat tumhaari