Mere samne song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashok Mishra. This song was released on 20 Sep 1996.
Mere samne gudiya japani hai
Mere samne gudiya japani hai
Ye gudiya tere sapno ki rani hai
Pani mein jawani pani pani hui jaye
Niyat mein teri thodi saitani hai
Parde ke liye nadiya ka pani hai
Paa ke akele kahe mohe tu sataye
Mere samne gudiya japani hai
Ye gudiya tere sapno ki rani hai


Jab tak ye gora mukhda samne rahega
Koi nash mujhe chhu na sakega
Jab tak ye gora mukhda samne rahega
Koi nash mujhe chhu na sakega
Hu chehre pe aankhe aankho mein sapnaa
Sapno me koi tujh jaisa apna
Chehre pe aankhe aankho mein sapnaa


Sapno mein koi tujh jaisa apna
Jaha bhi main jau mere piche chala aaye
Mere samne gudiya japani hai
Ye gudiya tere sapno ki rani hai
Pani mein jawani pani pani hui jaye
Niyat mein teri thodi saitani hai
Parde ke liye nadiya ka pani hai


Nadiya mein nadiya darpan mein darpan
Sanso mein sanse dhadkan mein dhadkan
Nadiya mein nadiya darpan mein darpan
Sanso mein sanse dhadkan mein dhadkan
Hatho mein pani hotho pe wada
Chahat bhadegi din din jyada
Hatho me pani hotho pe wada
Chahat bhadegi din din jyada


Rab se dua hai hame jaldi milaye
Ye gudiya tere sapno ki rani hai
Pani mein jawani pani pani hui jaye
Niyat mein teri thodi saitani hai
Parde ke liye nadiya ka pani hai
Paa ke akele kahe mohe tu sataye
Mere samne gudiya japani hai
Ye gudiya tere sapno ki rani hai.