Mere khwabowale raja song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh J. Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Mere khawabo wale raja aaja aaja
Mera dil churake na ja aaja aaja
Kya dard hai kya pyas hai
Bedard sa ehsas hai
Agosh mein bhar le mujhe meri jaa


Pyar ka nasha hai aankho mein
Yaar ka nasha hai aankho mein
Pyar ka nasha hai aankho mein
Yaar ka nasha hai aankho mein
Husn ki adao se paiyam le le
Aa mere hotho se pyasa zam le le


Mere khawabo wale raja aaja aaja
Mera dil churake na ja aaja aaja
Ho mere khawabo wale raja aaja aaja
Mera dil churake na ja aaja aaja
Kya dard hai kya pyas hai
Bedard sa ehsas hai
Agosh mein bhar le mujhe meri jaa


Aag si jawani jalti hai
Shok zindgani jalti hai
Aag si jawani jalti hai
Shok zindgani jalti hai
Bekarari kahti hai karar de re
Jaan meri le le mujhko pyare re
Mere khawabo wale raja aaja aaja
Mera dil churake na ja aaja aaja
Ho mere khawabo wale raja aaja aaja
Mera dil churake na ja aaja aaja
Kya dard hai kya pyas hai
Bedard sa ehsas hai
Agosh mein bhar le mujhe meri jaa.