Mere Jahaan Mein Lyrics - Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mere jahaan mein song is from Pyaar Bana Afsaana (1960) and it is sung by Asha Bhosle. This song is penned by Aziz Mohammad Khan (Aziz Qaisi) and composed by Iqbal Qureshi. This song was released on 01 Jan 1960.
Lyrics
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Pyaar le ke aaye ho qaraar le ke aaye
Pyaar le ke aaye ho qaraar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Jee uthhi hoon aahat bahaar ki
Sun ke aji sun sun ke
Naachti hoon khushiyon ke
Phool chun chun ke aji chun chun ke
Bheegi bheegi rut ka khumaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Jhoomti hoon mein teri yaad se mil ke aji mil mil ke
Aaj zindagi hans rahi hai khil khil ke o ji khil khil ke
Nazron mein ras ki phuhaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Bas gaye ho dhadkan mein
Zindagi ban ke aji ban ban ke
Meri preet dulhan bani hai
Ban tthan ke aji ban tthan ke
Meethe meethe sapnon ke haar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Pyaar le ke aayee ho qaraar le ke aaye
Mere jahaan mein tum pyaar le ke aaye.