Mere humsafar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 2005.
Mere humsafar ye kyaa huaa
Mere humsafar ye kyaa huaa
Tujh bin main khan jaaun re sajana
Meri zindagi tanhaa huyi
Meri zindagi tanhaa huyi
Suna suna ho gaya mera angana
Mere humsafar ye kyaa huaa
Mere humsafar ye kyaa huaa


Ruth gaya hain aaj sawera
Bikhra kamal ka sringaar
Ruth gaya hain aaj sawera
Bikhra kamal ka sringaar
Saanjh sinduri jogan laage
Berang huyi ye bahaar
Tore bin mohe piya chaina nahi aave
Mere soor sabhi bikhar gaye
Mere soor sabhi bikhar gaye
Adhuri reh gayi meri saadhana
Mere humsafar ye kyaa huaa
Mere humsafar ye kyaa huaa


Tere waade joothe nikale
Tut gayi meri aasha
Tere waade joothe nikale
Tut gayi meri aasha
Inn ashqo se bujh na sakegi
Janmo ki meri pyaas
Teri kasam ab to piya jeeya nahi jaaye
Yun jhala diya mera aashiya
Yun jhala diya mera aashiya
Tune samjhi nahi meri vedana
Mere humsafar ye kyaa huaa


Mere humsafar ye kyaa huaa
Tujh bin main khan jaaun re sajana
Meri zindagi tanhaa huyi
Meri zindagi tanhaa huyi
Suna suna ho gaya mera angana
Mere humsafar ye kyaa huaa
Mere humsafar ye kyaa huaa.