Mere doston mujhe aajkal song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Lawrence D'Souza, Manohar Pandya. This song was released on 05 Mar 1999.
mere dosto mujhe aajkal
na to chain hai na karaar hai
mera sirf itna kusur hai
mujhe ek ladki se pyaar hai
mere dosto mujhe aajkal
na to chain hai na karaar hai

tumhe dil ka haal sunau kya
vo hai kaun tumko batau kya
meri aarzu ka vo geet hai
meri dhadkano ki pukaar hai
mere dosto mujhe aajkal
na to chain hai na karaar hai

mere dil me jaise utar gayi vo
hasin nigahe kiran kiran
meri saans saans mehak uthi
ke vo ladki jaise bahaar hai
mere dosto mujhe aajkal
na to chain hai na karaar hai

kabhi sochta hu vo dur hai
kabhi sochta hu vo paas hai
mujhe halka halka sa hosh hai
mujhe halka halka khumaar hai
mere dosto mujhe aajkal
na to chain hai na karaar hai