Mere bina main rehne laga hoon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Oct 2010.
mere bina main rehne laga hoon
teri hawa main behne laga hoon
jane main kaise tera hua hoon
mujhe toh lagta hai main shayad
tere dil ki dua hoon han
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan

pehle se zyada main jee raha hoon
jabse main tere dil se juda hoon
rahon pe teri main toh chala hoon
tu meri manzil hai tere kadmon pe
bas rukne laga hoon han
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan

teri nazar main nayi si ada hai
naya sa nasha bhi ghula hai
kayi dino se bandha tha badal jo
tere hi balon main khula hai
teri haddon main meri basar hai
ab tujhe bhi jana kidhar hai
jahan rahe tu main woh jahan hoon
jise jiye tu main woh sama hoon
teri wajah se naya naya hoon
pehle kaha na maine
ab ye tumse kehne laga hoon
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha toh jeena aaya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan