meraa tujh se hai pahale kaa naataa koii Lyrics - Sharmila | Shatrughan Sinha | Shashi Kapoor | Kishore Kumar

1973

Lyrics

meraa tujh se hai pahale kaa naataa koii
yuun hii nahiin dil lubhaataa koii
jaane tuu yaa jaane na
maane tuu yaa maane na
dhuaan-dhuaan thaa vo samaa
yahaan-vahaan jaane kahaan
tuu aur main kahiin mile the pahale
dekhaa tujhe to dil ne kahaa
jaane tuu yaa jaane na
maane tuu yaa maane na
tuu bhii rahii mere li_e
main bhii rahaa tere li_e
pahale bhii main tujhe baahon men leke
jhuumaa kiyaa aur jhuumaa kiyaa
jaane tuu yaa jaane na
maane tuu yaa maane na
dekho abhii khonaa nahiin
kabhii judaa honaa nahiin
ab khel men yuunhii rahenge donon
vaadaa rahaa ye is shaama kaa
jaane tuu yaa jaane na
maane tuu yaa maane na