Meraa Naam Raajuu Gharaanaa Anaam Lyrics - जिस देशमें गंगा बहती हैं- | Pran | Lalita Pawar | Raj Kapoor | Mukesh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Meraa naam raajuu gharaanaa anaam song is from जिस देशमें गंगा बहती हैं-(Jis Desh Mein Gangaa Behti Hai) (1960) and it is sung by Mukesh.It stars Pran, Lalita Pawar, Raj Kapoor and Padmini in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by Shankar-Jaikishan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
meraa naam raajuu gharaanaa anaam
bahatii hai gangaa jahaan meraa dhaam
meraa naam raajuu
kaam naye nit giit banaanaa
giit banaa ke jahaan ko sunaanaa
koii na mile to akele men gaanaa
kaviraaj kahe, na ye taaj rahe
na ye raaj rahe, na ye raaj_gharaanaa
priit aur priit kaa giit rahe
kabhii luut sakaa na koii ye khazaanaa
meraa naam raajuu
dhuul kaa ik baadal alabelaa
nikalaa huun apanii safar men akelaa
chhup-chhup dekhuun main duniyaa kaa melaa
kaahe maan kare, abhimaan kare
naadaan tujhe ik din to hai jaanaa
dafalii uthaa aavaaz milaa
gaa mil ke mere sang prem taraanaa
meraa naam raajuu