Mera yeh jahan (title) song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 14 Feb 2017.
Mujh mein na shor hai na koi sada hai meri
Tumhare saath hamesha chalti hai wafaa meri


Tere dil se kahun mere dil ki jubaan
In pyari aankhon mein kab sara samaa
Tu mere labz hai main tera mod hoon
Chhuke mujhko suno kardoon main jo baya
Tu hi hai zameen tu hi aasmaan mera ye jahan
Tu hi hai zameen tu hi aasmaan mera ye jahan
Tere dil se kahun mere dil ki jubaan
In teri aankhon mein kab sara samaa


Benaam si thi ye duniya meri
Tum se jo mile ye poori huyi
Beraag ko tu hai raagni
Tum saath ho to hai dhoop chandani
Teri aankhon mein chal rahi kashtiya
Tu hi hai zameen tu hi aasmaan mera ye jahan
Tere dil se kahun mere dil ki jubaan
In teri aankhon mein kab sara samaa


Maine jo likhi thodi si zindagi
Saanse meri ho teri ho bandagi
O tere naam se ab mera naam ho
Tu aawaz ho tu hi anjaam ho
Tum kya mile mehki har aandhiya
Tu hi hai zameen tu hi aasmaan mera ye jahan
Tere dil se kahun mere dil ki jubaan
In teri aankhon mein kab sara samaa
Tere dil se kahun mere dil ki jubaan
In teri aankhon mein kab sara samaa..