Mera mukhda gulabi chume song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ho mera mukhda
Mera mukhda gulabi chume bhawra
Mera mukhda gulabi chume bhawra
Sajna ko samjh na aaye to main ki kara
Sajna ko samjh na aaye to main ki kara
Ki kara hoy ki kara das ki kara
Ki kara das ki kara ho ki kara


Ho tere jaisa har phool gulabi
Hoy tere jaisa har phool gulabi
Hoy tere jaisa har phool gulabi
Mujhko bulaye fuslaye to main ki kara
Ki kara das ki kara ki kara
Mera mukhda gulabi chume bhawra
Sajna ko samjh na aaye to main ki kara
Sajna ko samjh na aaye to main ki kara


Hay re hay hay re hay
Dil de baithi main kaise harzaai ko
Iske uske pichhe bhage
Na puchhe ghar aayi ko
Paida hote hi sabse pehle
Aankh mari daayi ko
Aankh mari daayi ko hay re hay
Ram kasam wo na bakshe
Kisi apni aur parayi ko
Hira moti ho to mol chuka du
Hira moti ho to mol chuka du
Dil to kharida nahi jaye main ki kara
Dil to kharida nahi jaye main ki kara
Ki kara hoye ki kara ki kara
Ki kara das ki kara ki kara


Ham hrajayi
Arey haum harjaayi bhawre hai
Aur tu titli deewani hai
Ho tu bhi pyaasi hum bhi pyaase
Kahi to pyaas bhujani hain hay re hay
Machhli hokar hamse puchhe
Kitna gehra paani hain
Kitna gehra paani hain hay re hay
Arey aju baju bhid rahegi
Jab tak husn jawani hai
Mere hotho ki sulagti laali
Ho mere hotho ki sulagti laali
Mere hotho ki sulagti laali
Galiyon mein aag lagaye
To main ki kara
Galiyon mein aag lagaye
To main ki kara
Ki kara hoye ki kara ki kara
Ki kara das ki kara ki kara


Kitni achhi
Kitni achhi reet hain shadi kar
Ke saath nibahana
Kisi ko apna kar lena kya
Kisi ka khud ho jana
Umar qaid ka naam hai shadi
Baato mein mat aana
Baato mein mat aana hay re hay
Arey dhol gale pad jaaye
Padta hain roz bajana
Meri kurti ka gota bole
Ho meri kurti ka gota bole
Meri kurti ka gota bole
Sine se lagaye na lagaye
To main ki kara
Sine se lagaye na lagaye
To main ki kara
Ki kara hoye ki kara ki kara
Ki kara das ki kara ki kara
Ki kara hoye ki kara ki kara.