Mera Kissa Lyrics - Direct Ishq | Nidhi Subbaiah | Hemant Pandey | Arjun Bijlani | Swati Sharma
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mera kissa song is from Direct Ishq (2016) and it is sung by Swati Sharma.It stars Nidhi Subbaiah, Hemant Pandey, Arjun Bijlani, Rajkumar Kanojia in leading roles. This song is penned by A.M. Turaz and composed by Vivek Kar. It is produced by Pradeep K Sharma. This song was released on 05 Feb 2015.
Lyrics
Baantne lage kyu mujhe..
Dil ki mansha puchhti kya hai?
Mujh mein duniya dhundti kya hai?
Aisi hun na..waisi hun,
Main bhi saala tum jaisi hun,
Phir kyu mujhko baant-ti hai,
Main haq mangu toh daant-ti hai..
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Tumko saala pata nahi hai,
Ladki hona khata nahi hai,
Jitna jug pe haq tera,
Utna hi mera haq hai,
Phir bhi saala jaane kyu?
Tujhko mujhpe hi shak hai kyu?
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Hum na hote to kya hota,
Tanha baithe ghut ghut rota,
Kaun dil ki murammat karta?
Kaun tujhse mohabbat karta?
Sabke dil mein baste hain hum,
Phir bhi saala saste hain hum,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Dil ki mansha puchhti kya hai?
Mujh mein duniya dhundti kya hai?
Aisi hun na..waisi hun,
Main bhi saala tum jaisi hun,
Phir kyu mujhko baant-ti hai,
Main haq mangu toh daant-ti hai..
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Tumko saala pata nahi hai,
Ladki hona khata nahi hai,
Jitna jug pe haq tera,
Utna hi mera haq hai,
Phir bhi saala jaane kyu?
Tujhko mujhpe hi shak hai kyu?
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Hum na hote to kya hota,
Tanha baithe ghut ghut rota,
Kaun dil ki murammat karta?
Kaun tujhse mohabbat karta?
Sabke dil mein baste hain hum,
Phir bhi saala saste hain hum,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,
Bas itna hai mera kissa,
Baant ke rakh tu mera hissa,