Mera khat padh ke hairat hai sabko song is from and it is sung by . This song is written by . This song was released on 01 Jan 2018.
mera khat padh ke hairat hain sabko
mera khat padh ke hairat hain sabko
pyar me humne kya likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko
pyar me humne kya likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

mera khat padh ke hairat hain sabko
pyar me humne kya likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

pyar me humne kya likh diya hain
pyar me humne kya likh diya hain
jisko likhna tha jalim sitamgar
jisko likhna tha jalim sitamgar
usko jane wafa likh diya hain
jisko likhna tha jalim sitamgar
usko jane wafa likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

kitna ukta gaya hain wo khud se
zehar ko bhi dawa likh diya hain
kitna ukta gaya hain wo khud se
zehar ko bhi dawa likh diya hain
zehar ko bhi dawa likh diya hain
aisi kya uspe gujri hain jisne
aisi kya uspe gujri hain jisne
zindagi ko saza likh diya hain
aisi kya uspe gujri hain jisne
zindagi ko saza likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

mere mehbub ki dillagi bhi
koi dekhe to kitni hasi hain
mere mehbub ki dillagi bhi
koi dekhe to kitni hasi hain
koi dekhe to kitni hasi hain
gair ka kaht lifafe me rakh kar
gair ka kaht lifafe me rakh kar
uspe mera pata likh diya hain
gair ka kaht lifafe me rakh kar
uspe mera pata likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

pyar jhutha mohabbat bhi jhuthi
ab kisi pe bharosa na karna
pyar jhutha mohabbat bhi jhuthi
ab kisi pe bharosa na karna
ab kisi pe bharosa na karna
shehar ki aaj diwaar par ye
shehar ki aaj diwaar par ye
ek pagal ne kya likh diya hain
shehar ki aaj diwaar par ye
ek pagal ne kya likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

kya batau tumhe aaj ashar
mera mehbub kitna khafa hain
kya batau tumhe aaj ashar
mera mehbub kitna khafa hain
mera mehbub kitna khafa hain
naam kagaj pe likh likh ke mera
naam kagaj pe likh likh ke mera
har jagah bewafa likh diya hain
naam kagaj pe likh likh ke mera
har jagah bewafa likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko

pyar me humne kya likh diya hain
jisko likhna tha jalim sitamgar
usko jane wafa likh diya hain
mera khat padh ke hairat hain sabko