Mera kehna maan sitamgar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashok Adnani. This song was released on 25 Jan 1991.
Mera kahna man
Sitamgar man le apni har
Mera kahna man
Sitamgar man le apni har
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar
Mera kahna man
Sitam gar man le apni har
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar


Mere jaise kitne bebas
Dilo ko tune toda
Mere jaise kitne bebas
Dilo ko tune toda
Ek din wo leke aayega
Tere kafan ka joda
Ek din wo leke aayega
Tere kafan ka joda
Khak me mil jayega
Tere julmo ka sansar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar


Jiska nam bagawat hai
Aisa deewana aaya hai
Jiska nam bagawat hai
Aisa deewana aaya hai
Jarra jarra kahta hai
Wo teri maut ka saya hai
Jarra jarra kahta hai
Wo teri maut ka saya hai
Pyar ke dusman hoja
Ab to jhukne ko tyar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar
Kabhi mita na kabhi
Mitega is duniya se pyar.