Mera dil gaya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mera dil gaya mera ghar luta
Ab kya kahoon main tujhe
Kiya barbaad mujhe nikali tu bewafa
Tune gham diya mujhko pyaar ka
Ab kya kahoon main tujhe
Kiya barbaad mujhe nikala bewafa
Mera dil gaya


Phoolo ki sej pe soyegi tu
Khwabon ki waadiyon mein khoyegi tu
Ho phoolo ki sej pe soyegi tu
Khwabon ki waadiyon mein khoyegi tu
Qatl mera tune kiya
Huyi bhul mujhse ke maine tujhe dil diya
Bhul kar waade tune
Kiya barbaad mujhe nikali tu bewafa
Mera dil gaya mera ghar luta
Mera dil gaya


Aaj suhaani teri raat hain
Aur bhi koi tere saath hain
Aaj suhaani teri raat hain
Aur bhi koi tere saath hain
Teri khushi tujhko mili
Mil gayi meri jaan joothi teri dilaggi
Rehem na aaya tujhe
Kiya barbaad mujhe nikala bewafa
Tune gham diya mujhko pyaar ka
Tune gham diya


Loota haan apna banake mujhe
Chhoda hain manzil pe laake mujhe
Loota haan apna banake mujhe
Chhoda hain manzil pe laake mujhe
Rota raha ye dil mera
Puchha na tune kabhi pyaar dekha tera
Bhul kar waade tune
Kiya barbaad mujhe nikali tu bewafa
Mera dil gaya mera ghar luta
Ab kya kahoon main tujhe nikali tu bewafa


Tune gham diya mujhko pyaar ka
Ab kya kahoon main tujhe
Kiya barbaad mujhe nikala bewafa
Mera dil gaya.