Mein aisa hi hoon song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Zulfiqar J. Khan. This song was released on 26 Jan 2011.
Aisa toh na tha per yeh kya hua
Aik hansi ne kuch aisa kya
Aik hi pal main hosh kho betha
Tu aayi toh aisa kyun laga
Teri in adaaon ke aagay
Saaray yeh kahein


Tum hi tum tum hi
Tum nigahoun mein
Tere jaisi na koi hazaroun mein
Toh mein kya karun
Mein aisa hi hoon
Tum hi tum tum hi
Tum nazaroun mein
Main hi kya mila tha
In becharoun mein
Toh mein kya karun
Mein aisa hi hoon


Pass ja ke hi kuch bhi main keh doon
Dil mera kuch aisa chahne laga
Jaan jaati hai jab woh gaati hai
Phir bhi main yunhi sunta raha
Teri in sadaoun ke aagay
Saaray yeh kahein
Tum hi tum tum hi
Tum  nigahoun mein
Tere jaisi na koi hazaroun mein
Toh mein kya karun
Mein aisa hi hoon
Tum hi tum tum hi
Tum nazaroun mein
Main hi kya mila tha
In becharoun mein
Toh mein kya karun
Mein aisa hi hoon


Mein aisa toh na tha
Mein aisa toh na tha
Par yeh kia hua
Teri in adaaon ke aagay
Teri in adaaon ke aagay
Saaray yeh kahein


Tum hi tum tum hi
Tum nazaroun mein
Main hi kya mila tha
In becharoun mein
Toh mein kya karun
Mein aisa hi hoon.