मेहरम mehram song is from and it is sung by . Record label of this song is Zee Music Company.It stars , and in leading roles. This song is written by . It is produced by Sachet-Parampara. This song was released on 31 Dec 2021.
Song: Mehram
Music Composed, Arranged and Produced by: Sachet-Parampara
Singer: Sachet Tandon
Lyrics: Shellee
Cast: Shahid Kapoor & Mrunal Thakur
Mehram tu hi hain mera
Le sun le meri dastan
Ranjhisein dhuan dhuan si ye
Aa reh le tu vi aa

Noor na rukte
Saah vi na mukte
Ke akk ban gaya hain lahoo mera
Teri raza hain dard maza hain
Le hunn ban gaya badshah tera

Aaja leke jaau tujhe
Saanse ghut ti jahan
Khwahishein jo tooti si thi
Bikhra unaka jahaan

Dafan ho dono yahaan
Phir bhi hota tanhaa
Pehle jo bhi sajda tera
Kehna tu hi meri hai mehram

Jaana tha yaadon ka ek aashiyana
Mera khwabon mein mujhko satana
Jaana tha yaadon ka ek aashiyana
Mera khwabon mein mujhko satana

Wo jo tera pyar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hain kya wajah
Abtak hun khafa

Wo jo tera pyar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hain kya wajah
Main hun khafa

Aaja leke jaau tujhe
Saanse ghut ti jahan
Khwahishein jo tooti si thi
Bikhra unaka jahaan

Dafan ho dono yahaan
Phir bhi hota tanhaa
Pehle jo bhi sajda tera
Kehna tu hi meri hai mehram.