Mehfooz Lyrics - Hina Khan | Rohan Shah | Mohit Malhotra | Arko

2020 Zee Music Company

About this song

  • Released on: 2020-01-13
  • Artist: Arko
  • Auto-generated by YouTube.

Lyrics

Aye subah tu ja falak se
Laut ja zara
Raat tham ke kar rahi hai
Humse mashwara
Aye subah tu ja falak se
Laut ja zara
Raat tham ke kar rahi hai
Humse mashwara
Baadalon se kehdo jaa ke
Main fanaa hua
Bin bataaye, bin rijhaaye
Bas tera hua..
Mehfooz hai meri baahon mein
Ab se tu sadaa
Main chal padun teri raahon mein
Ab se yun sadaa
Mehfooz hai meri baahon mein
Ab se tu sadaa
Main chal padun teri raahon mein
Ab se yun sadaa..
Aye shiqaayat ab zaroorat naa rahi teri
Aye nasihat phir milenge, hai dua meri
Ab fasaana, Ab thikaana, tu mera huaa
Zindagi ka har bahaana, tu mera huaa
Mehfooz hai meri baahon mein
Ab se tu sadaa
Main chal padun teri raahon mein
Ab se yun sadaa
Mehfooz hai meri baahon mein
Ab se tu.. sadaa
Main chal padun teri raahon mein
Ab se yun sadaa..