Mausam suhana chhede tarana song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.K. Talwar. This song was released on 03 Apr 1992.
Mausam suhana chhede tarana
Hua hoon aaj deewana
Main duniya se begana
Bada matwala hoon main
Nasibo wala hu main
Dil mein jiska pyar basa tha
Ab wo yaar mila, ho rabba
Mausam suhana chhede tarana
Hua hoon aaj deewana
Main duniya se begana
Bada matwala hoon main
Naseebo wala hoon main
Dil mein jiska pyar basa tha
Ab wo yaar mila, ho rabba
Mausam suhana chhede tarana


Kal tak thi jo khwabo ki bate
Ab aayegi woh rangin rate
Kal tak thi jo khwabo ki bate
Ab aayegi woh rangin rate
Dil ko arman tha kisi ke ikrar ka
Aa gaya woh rang leke pyar ki bahar
Jitana usko yaad karu main
Utna bhade nasha


Ho rabba
Mausam suhana chhede tarana
Hua hoon aaj deewana
Main duniya se begana
Bada matwala hoon main
Nasibo wala hoon main
Dil mein jiska pyar basa tha
Ab wo yaar mila, ho rabba
Mausam suhana chhede tarana


Main doli lekar aaunga
Tujhe main sang le jaunga
Main doli lekar aaunga
Tujhe main sang le jaunga
Main baho ki ye mala
Tujhe aakar pahnau
Tu jitna bhi sharmaye
Main utna gale lagau


Kah doon tujhse jaan meri jaa
Tujhpe main fida, ho rabba
Mausam suhana chhede tarana
Hua hoon aaj deewana
Main duniya se begana
Bada matwala hoon main
Nasibo wala hoon main
Dil mein jiska pyar basa tha
Ab woh yaar mila, ho rabba
Mausam suhana chhede tarana
Mausam suhana chhede tarana
Mausam suhana chhede tarana.