Mausam ki sargam ko song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sibte Hassan Rizvi. This song was released on 09 Aug 1996.
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Aise aaj do khamoshi bol uthe
Palke bhi jaye jal barse bina ghata
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


Phir ek din le jayega
Ghunghta tera
Uthayega koyi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa
Uthayega koyi rajkumar
Phir yeh rup rang
Ban jayega chaman
Hoga ang ang ek
Masti bhari bahar
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….