Mausam hai taza taza song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mausam hai taza taza
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Mausam hai taza taza
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza


Mausam bulaye tujhe kaliyaan khilake
Tum se jawab maange akhiyan milke
Mausam bulaye tujhe kaliyaan khilake
Tum se jawab maange akhiyan milke
Nazron mein rang jitne
Nazron mein rang jitne naino me ghol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza


Ulfat gunaah hai to mein gunhegaar hun
Dil jo ho bepanah to mein parizaar hun
Meethi muskan zara
Meethi muskan zara hothon pe tol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza


Mil ja tu aisi jaisa tera pata na chale
Zamana laakh dhundhe tera pata na chale
Mil ja tu aisi jaisa tera pata na chale
Zamana laakh dhundhe tera pata na chale
Yeh saari duniyadaari
Yeh saari duniyadaari dil anmol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza.