Mausam hai pyaar song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 07 May 2022.
Vocals/Guitars: Nikhil D’Souza
All other instrumentation and programming: Nathan Thomas
Backing vocals: Sourabh Joshi, Aria Nanji
Release date: May 13, 2022 on Amazon Prime Video
Socha na tha wo jo hua hai
Yoon achanak abhi
Mere saaye sa jo chala hai
Wo hai ab na koyi

Kya kyun hua jaanu main na
Pal mein wo bana yaar mera

Mausam hai pyaar barse do pal
Kya hai wo ghar aaj aur kal
Jaane safar kehta hai kya
Aaine se kyun main mil raha
Main mil raha

Mere dil pe koyi
Dhadkano ki suni to jaana
Mera humdum tu hi
Kya kyun huwa jaanun main na
Pal mein wo bana yaar mera

Mausam hai pyaar barse do pal
Kya hai wo ghar aaj aur kal
Jaane safar kehta hai kya
Aaine se kyun main mil raha
Main mil raha