Mast Baharon Ka Main Aashiq Lyrics - Farz | Raaj Kumar | Mohan Choti | Aruna Irani | Mohammad Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mast baharon ka main aashiq song is from Farz (1967) and it is sung by Mohammad Rafi.It stars Raaj Kumar, Mohan Choti, Aruna Irani, Sajjan in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Sunderlal Nahata. This song was released on 03 Sep 1967.
Lyrics
Main jo chaahe yaar karoon
Chaahe gulon ke saaye se kheloon
Chaahe kali se pyaar karoon
Sara jahan hai mere liye, mere liye
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karoon
Chaahe gulon ke saaye se kheloon
Chaahe kali se pyaar karoon
Sara jahan hai mere liye, mere liye
Main hoon woh deewana
Jiske sab deewane ha
Main hoon woh deewana
Jiske sab deewane ha
Kisko hai zaroorat
Teri aye zamane ha
Mera apna rasta duniya se kya vasta
Mere dil mein tamannaon ki
Duniya jawan hai mere liye
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karoon
Chaahe gulon ke saaye se kheloon
Chaahe kali se pyaar karoon
Sara jahan hai mere liye, mere liye
Meri aankhon se zara aankhein to mila de ha
Meri aankhon se zara aankhein to mila de ha
Meri raahein rok le nazrein to bichha de ha
Tere sar ki hai kasam
Main jo chala gaya sanam
To yeh rut bhi chali jaayegi
Yeh to yahan hai mere liye
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karoon
Chaahe gulon ke saaye se kheloon
Chaahe kali se pyaar karoon
Sara jahan hai mere liye, mere liye
Sabko yeh bata do keh do har nazar se ha
Sabko yeh bata do keh do har nazar se ha
Koi bhi mere siwa guzre na idhar se ha
Batla do jahan ko samjha do kiza ko
Aaye jaaye yahan na koi
Yeh gulistan hai mere liye
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karoon
Chaahe gulon ke saaye se kheloon
Chaahe kali se pyaar karoon
Sara jahan hai mere liye, mere liye
Mere liye, mere liye
Mere liye, mere liye