Marjaana song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Jan 2012.
Majhab saare lad lad haarey
Phir bhi koi bhed na jaana
Baawli duniya khoj tu usko
Baawli duniya khoj tu usko
Kaha hai baitha woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana


Ab chillaate chikhe jaate
Har koi chahe use bulaaye
Mandir mashjid shor machate
Par woh pehra soon na paaye
Ho chhoti aankhe bhookh se taape
Laakho bebas dard mein khoye
Beena rokar chadhta sona
Chaki allah chain se soye
Phir bhi jaane ko na maane
Samje khud ko bada sayana
Kaha hai baitha woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana


Aankhe neeche saare pechhe
Mommin ka baka phir kashi
Use pukaare dar ke neeche
Woh na soonta baat jarasi
Joothe daave jhoote sapane
Janam kitaabe sab ne kholi
Kaghaj chhante hinsa bante
Usse khata hai uski toli
Par woh patthar se bhi battar
Kaha samjega woh deewana
Kaha hai baitha woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana


Woh marjaana woh marjaana
Woh marjaana woh marjaana.