manzil na de, charag na de, hausla to demanzil na de, charag na de, hausla to detinke ka hi sahi, tu magar aasra to demanzil na de, charag na de, hausla to demaine ye kab kaha ke, mere haq me ho jawaabmaine ye kab kaha ke, mere haq me ho jawaablekin khamosh kyun hai tulekin khamosh kyun hai tu, koi faisla to demanzil na de, charag na de, hausla to debarso main tere naam pe, khata raha fareb
barso main tere naam pe, khata raha farebmere khuda kahan hai tumere khuda kahan hai tu, apna pata to demanzil na de, charag na de, hausla to debeshaq mere nasib pe, rakh apna ikhtiyaarbeshaq mere nasib pe, rakh apna ikhtiyaarlekin mere nasib melekin mere nasib me, kya hai bata to demanzil na de, charag na de, hausla to detinke ka hi sahi, tu magar aasra to demanzil na de, charag na de, hausla to de