Mann main kya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mann mein kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kya


Aahat aahat teri chahat
Dil ki pyaar jagaye
Tu na ho yaar teri
Mujhe kahin le jayein
Sun yeh duhai ishq khudayi
Rang kaise dikh laye
Chahat teri rahat dil ki
Mast mujhe kar jaaye


Mann main kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kya


Aadhi aadhi aas liye main
Ab toh jee na pau
Tu jo ho ikk paas mere
Main duniya ko thukkrau
Bol zara labb khol zara
Bandish ko tu tod zara
Rahon mein pyaar khada
Tu mann apne bol zara


Mann main kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kya


Mann main kya hai chuppa
Mujhko bhi toh bata
Jaanu main apna bhi
Naata toh hai kya.