Mandir Hai Ghar Ye Hamara Lyrics - Sonu Sood | Alok Nath | Isha Koppikar | Suresh Wadkar

2008

Lyrics

Hmm, ho ho ho..
Mandir hai, mandir hai, mandir hai,
Ghar yeh hamara,
Mandir hai ghar yeh hamara,
Utna hi paawan, utna hi sundar,
Utna hi paawan, utna hi sundar,
Utna hi pyaara, pyaara
Mandir hai ghar yeh hamara,
Mandir hai ghar yeh hamara..

Dwar pe swastik mangal chinh bana hai,
Aangan mein tulsi, tulsi tale diya hai,
Iss mandir mein, laxmi narayan,
Iss mandir mein, laxmi narayan,
Karte hai ujiyaara..
Hooo.. Mandir hai, mandir hai, mandir hai,
Ghar yeh hamara..