Kabhi gardishon ka mara Kabhi khwahishon se hara Roothe chand ka hai chakor Zara se bhi samjho kaise Yeh parhez rakhta hai kyun Maane na kabhi koi zor Duniya jahaan ki bandishon ki Yeh kahaan parwaah kare Jab kheenche teri dor Kheenche teri dor
Manchala.. mannchala teri oar.. Manchala.. manchala teri oar.. Khamoshiyon ki soorton mein Dhoondhe tera shor Dhoondhe tera shor
Manchala.. mannchala teri oar.. Manchala.. manchala teri oar..
Rukhi sukhi dil ki hai zameen Jaane kahaan ghum hui nami Meri ummeed hai teri baarishein Ke sehta hai vaar pyaar ke Tujhe har baar haar ke Sikhe phir bhi kabhi nahi saazishein
tere liye aaj khud se hi bhaage hain Himmath ke tukde bator Ho bhaage zamaane se Chup ke dabe paanv jaise koi chor Jaise koi chor
Manchala.. mannchala teri oar Manchala.. mannchala teri oar Khamoshiyon ki surton mein Dhoondhe tera shor Dhoondhe tera shor
Manchala.. manchala teri oar (4x)