Mana Ke Gham Milenge Lyrics - Ajay Devgan | Amitabh Bachchan | Ashish Vidyarthi | Anand Raj Anand | Anuradha Paudwal

1998

Lyrics

Mana ke gham milenge
Chahat ki is dagar pe

Mana ke gham milenge
Chahat ki is dagar pe
Phir bhi nikal pade hum
Is pyar ke safar pe
Aa phir to hona hi hai
Dildar se milan

Khil ke rahega tere mere
Pyar ka chaman
Premi jab tak hai duniya
Mein gayenge ye tarana
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana.