Man ka albela panchhi aazad hua jata hai song is from and it is sung by .It stars Sunder, Madhubala and Sajjan in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
man ka albela panchhi
aazad hua jata hai
aazad hua jata hai

wo apne ghar ka hai malik
wo apne man ka hai raja
insano bandhan mat mano
jiwan ka yahi takaja
nayi umange nayi jawani
nayi umange nayi jawani
lekar par failata hai
aazad hua jata hai
aazad hua jata hai

jisne dane dal lubhaya
jisne tha pinjra me dala
us jalim se ab chutkara paya
jiska dil tha kala
us jalim se ab chutkara paya
jiska dil tha kala
phir pinjre se preet na karna
phir pinjre se preet na karna
aisa geet sunata hai
aazad uda jata hai
aazad uda jata hai

aasman par ghata ghiri thi
chhaya tha ghan ghor andhera
aasman par ghata ghiri thi
chhaya tha ghan ghor andhera
nayi roshni aazadi ki
lekar aaya sar pe savera
nayi roshni aazadi ki
lekar aaya sar pe savera
nayi nirali aasha lekar
naya zamana aa jata hai
aazad uda jata hai
aazad uda jata hai
albela panchhi