Makkhi hoon main makkhi - makkhi title song song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sai Korrapati. This song was released on 12 Oct 2012.
Yeh aag kaisi mere
Seene mein hai dehakti
Andheron mein na koi
Umeed hai chamkti
Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi..
Naam apun ka jaani
Maangega na pani
Aise chheen loonga
Main teri zindgani
Naam apun ka jaani
Maangega na pani
Aise chheen loonga
Main teri zindgani
Main aaj chal pada hoon
Oonchi udaan meri
Tere khoon se likhoonga
Ab main kahani teri
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi
Makkhi makkhi
Makkhi makkhi
Makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
Hoon zara sa lekin
Tu kya mujhko roke
Ik zara sa shola
Gaon gaon phooke
Boond ik zehar ki
Kabhi bhi na chuke
Ik zara si boli
Daage bandookein
[wasn't it you and me
Wasn't it natural
Before the big bang]
Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milke main
Chutki mein maar dunga aa....
Haan....
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi
Ik dastak paoonga
Aaj hai zaroori kaam kaaj
Sirf dus sirf dus
Ek tujhko maarna
Do tujhko maarna
Teen tujhko maarna
Chaar tujhko maarna
Paanch tujhko maarna
Chhe tujhko maarna
Saat tujhko maarna
Aath tujhko maarna
Nau tujhko maarna
Dus tujhko ratti raati
Masal masal todhke marod ke
Shareer cheer cheer maarna
Fad fad fad fad fad-fadaaoonga
Tere kaanon mein
Mrityu raag main gaaoonga
Ja haath pe lakeer teri chhoti karunga
Khone ko kuchh nahi hai
Kya hai jo main kho dunga
Ik baar mur chuka hoon
Is baar kya daroongaa
Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon milega
Tujhse nazar milke
Main chutki mein maar dunga
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar narak ki
Meri ik nazar se
Tune maut chakkhi