Maine Tujhe Khat Likha Lyrics - Mera Pati Sirf Mera Hai | Anupam Kher | Gulshan Grover | Rekha | Lata Mangeshkar | S P Balasubramaniam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Maine tujhe khat likha song is from Mera Pati Sirf Mera Hai (1990) and it is sung by Lata Mangeshkar and S P Balasubramaniam.It stars Anupam Kher, Gulshan Grover, Rekha, Satish Shah in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Anand Milind. It is produced by Jayasudha, Nitin Kapoor. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Maine tera khat padha o sajni
Maine tera khat padha
Likha hain kya zara
Mujhko batao na
Kano mein bol doon
Baho mein aao na
Na baba na baba na
Baba na na na
Maine tera khat padha o sajni
Maine tera khat padha
Likha hain kya zara
Mujhko batao na
Kano mein bol doon
Baho mein aao na
Na baba na baba na
Baba na na na
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Mujhko saram aayi piya
Kaise main kahu likh to diya
Dekh ke yun na palko jhuka
Pahle nazar nazar se mila
Mujhko saram aayi piya
Kaise main kahu likh to diya
Dekh ke yun na palko jhuka
Pahle nazar nazar se mila
Aise na sajna dil dhadka
Dil mein hain kya
Tere mujhko bata
Dil mein jo hain chhupa
Khat mein wo hain likha
Kaise du main bata
Na na na
Maine tera khat padha o sajni
Maine tera khat padha
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Khat mein mera naam likha
Phir dil ka payam likha
Tauba meri chup rahena
Aage hai kya ye mat kahna
Khat mein mera naam likha
Phir dil ka payam likha
Tauba meri chup rahna
Aage hain kya ye mat kahna
Aisi adaao se dil na chura
Baate dilo ki na sabko bata
Aye meri zindagi
Khalo kasam abhi
Kahna na phir kabhi na na na
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Maine tera khat padha o sajni
Maine tera khat padha
Likha hai kya zara
Mujhko batao na
Kano mein bol doon
Baho mein aao na
Na baba na baba na
Baba na na na
Maine tujhe khat likha o sajna
Maine tujhe khat likha
Maine tera khat padha o sajni
Maine tera khat padha.