Maine tujhe apna banaya song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bobby Raj. This song was released on 29 Dec 1994.
Maine tujhe apna banaya hai
Ankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Ankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hui main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hua main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan


Bas gayi hai mere man mein teri khusbu
Kuchh nahi hu tere bina main mere bina tu
Bas gayi hai mere man mein teri khusbu
Kuchh nahi hu tere bina main mere bina tu
Ek dusre se khafa na honge
Sathi kabhi bhi juda na honge
Aayi jami pe tere liye main
Janeman tu hai mera dil meri jaan
Mera dil meri jaan


Tere dam se mere sapne mere armaa
Rah sakunga ab na kahi tere bina
Tere dam se mere sapne mere armaa
Rah sakunga ab na kahi tere bina
Tere liye ab hai jina marna
Hamko jamanae se ab kya darna
Main zindagi bhar chahunga tujhko
Janeman tu hai mera dil meri jaan
Mera dil meri jaan
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hui main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan.