main vahii darpaN vahii, naa jaane ye kyaa ho gayaa Lyrics - Sachin | Sarikaa | Arti Mukherji

1975

Lyrics

main vahii darpan vahii, naa jaane ye kyaa ho gayaa
ki sab kuchh laage nayaa nayaa
1) ik jaadu kii chhadii, tan man pe padii
main jahaan kii re gai vahiin pe khadii
ghar vahii, aangan vahii, naa jaane
b) kahiin duur papiihaa bole piyaa piyaa
ud jaane ko bekal hai mora jiyaa
dil vahii dhadakan vahii, naa jaane