Main Tumse Pyar Karti Hoon Lyrics - Bedardi | Ajay Devgan | Naseeruddin Shah | Urmila Matondkar | Alka Yagnik | Vinod Rathod
in Movies
Watch the Video
Song Information
Main tumse pyar karti hoon song is from Bedardi (1993) and it is sung by Alka Yagnik and Vinod Rathod.It stars Ajay Devgan, Naseeruddin Shah, Urmila Matondkar, Reena Roy in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Lawrence D'Souza, Manohar Pandya. This song was released on 12 Nov 1993.
Lyrics
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Dil kya hai jaan bhi le lo
Main kab inkar karti hun
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Dil kya hai jaan bhi le lo
Main kab inkar karti hun
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Tu mera deewana hai
Aaj ye maine jana hai
Tu mera deewana hai
Aaj ye maine jana hai
Kuch bhi ho kase bhi ho
Rutha yaar manana hai
Rutha yaar manana hai
Wade hajar karti hu
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Main tumse pyar karti hun
Main ye ikarar karti hun
Tere saath bahare hai
Mere pas pukare hai
Tere saath bahare hai
Mere pas pukare hai
Tere mere bich kai
Duri ki diware hai
Diware par karti hu
Main tumse pyar karta hun
Main ye ikarar karta hun
Dil kya hai jaan bhi le lo
Main kab inkar karta hun
Mai tumse pyar karta hun
Main tumse pyar karti hun
Ye dil hai kurban mera
Teri inhi adao pe
Mai manu ya na manu
Lekin teri wafao pe
Mai etabar karta hu
Main tumse pyar karta hun
Main tumse pyar karti hun
Mai ye ikarar karta hun
Main ye ikarar karti hun
Dil kya hai jaan bhi le lo
Dil kya hai jaan bhi le lo
Mai kab inkar karta hu
Main kab inkar karti hun
Main tumse pyar karta hun
Main tumse pyar karti hun
Main tumse pyar karta hun
Main tumse pyar karti hun.